Jabir (radiallahu anhu) se riwayat hai ke Nabi (ﷺ) ne farmaya: “Jis shakhs ko koi cheez mile aur woh uska tazkira kare toe usne uska shukar ada kardiya aur jisne use chupaya usne nashukri ki.” (Sunan Abi Dawood, Kitaab: Aadaab wa akhlaq ka bayan, Baab: neki wa ihsaan ka shukriya ada karne ka bayan, hadith number 4814) Raawi: Jabir …
Read More »Hadith aur uske uloom
Tum mein se koi shakhs us waqt tak momin nahi ho sakta, jab tak … Hadith
Anas bin Malik (رضي الله عنه) se riwayat hai ke Rasulullah (ﷺ) ne farmaya: “Tum mein se koi shakhs us waqt tak momin nahi ho sakta, jab tak wo apne bhai ke liye bhi wahi pasand na kare jo apne liye karta hai.” الحديث : عَنْ أَنَسٍ رضي الله عنه، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ : ” …
Read More »